Kripa Ya Karobar ?
Avtar Ya Fareb?
Aastha ya Andhvishwas?
Bhalayee ya Loot?
Yeh saare swaal hamare mann mein tab uthe hain , jab hum apni
aastha, shradha ko in farabi sadhoo sant
ke kadaamo ke tale kuchle huye pate hain?
Kab tak hum insaan apni taqlif, dukh , dard ko mitanae ke
liye kissi ke samne ja kar haath falayega ya aankhe band karke unki baatein mannega aur unki khali jeb bharte jayenge?
Kab tak yeh dhongi, farebi baba ya sadhoo sant bhole bhale
insaan ko baghwan ka naam le kar lote jayenge aur mann muskharenge inhe befkof
bana kar?
Bas karo in sadho
sant ke piche bhaghna aur band karo ko
apne emotions, asstha ko jalil karvana.
Jago mere desh vashiyon aur apni himat aur takat pe vishwas
rakho.
Ek sache avatar aur dongi baba ko pechane asie:
Baghwan Ke Avtar: Dongi
Baba:
Bina swarath ke
smaj seva. Sabase
phele bolte hain ki, hume kuch nahi chaiye aur account
mein deposit kardo ya daan peti mein aap itna rakam daldo.
Bina kuch mange, aapki dukh dard ko mitana. Apni waha
wahii karvana.
Bina kisi parchar yaw ah wahi karvake bhakton ki seva karna.
Sache Avtar ab tak ke: Donghi baba
Gautama Buddha
Sirdhi ke Sai Baba
Sataya Sai Baba of South
Shri Ram Sharma Acharaya
Swami Vivekanada Asa
Ram babu
Mother Teresa Nirmal
Baba
Ramdev Baba
Upar diye gaye naamon se hi samjh jayenge humein kis par
vishwas karna chahiye aur nahi.
Anth mein itna hi kehna chahongi, aaj yug mein sab chiz ho
sakta hai , agar who aapke naseeb mein hai tu jaroor milega.
1 comment:
We should never trust on this sadhus and baba's, always hear our own intuitions and follow the steps that we feel to be progressive.
Post a Comment